Ehd-e-Wafa OST Lyrics - Lyrics In English

Ehd-e-Wafa OST - Ali Zafar, Asim Azhar, Sahir Ali Bagga, Aima Baig Lyrics

Ehd-e-Wafa OST Lyrics - Lyrics In English


Singer Ali Zafar, Asim Azhar, Sahir Ali Bagga, Aima Baig
Music Sahir Ali Bagga
Song Writer Imran Raza
Haan yaad hai wo dosti ka har maza
Muhabbatain, wo ronaqain, wo mastiyan
Laga k shart wo zindagi ki phir koi
Jo waaday kar liye na hongey hum juda kabhi
Jo waaday kar liye na hongey hum juda kabhi
O mere yaara teri yaariyan
Dil ki wafa
Meri khushiyan tu saariyan
Hongey na juda
Dil ka dil se hoa hai
Ehd e wafa
Na na na na na oh oh oh
Dil ka dil se hoa hai
Ehd e wafa
Dil ka dil se hoa hai
Na na na na na oh oh oh
Ehd e wafa
Dil ka dil se hoa hai
Na na na na na oh oh oh
Ehd e wafa

Newest
Previous
Next Post »